Body and pain

Body and pain

कहाँ दर्द हो रहा है?
[ Kahan dard ho raha hai? ]

Where does it hurt?

यहाँ दर्द हो रहा है।
[ Yahan dard ho raha hai. ]

It hurts here.

मेरी पीठ में दर्द है।
[ Meri peeth mein dard hai. ]

My back hurts.

मेरी छाती में दर्द है।
[ Meri chhaati mein dard hai. ]

My chest hurts.

मेरे पैर में दर्द है।
[ Mere pair mein dard hai. ]

My leg hurts.

मेरी गर्दन में दर्द है।
[ Meri gardan mein dard hai. ]

My neck hurts.

मेरे कंधे में दर्द है।
[ Mere kandhe mein dard hai. ]

I have pain in my shoulder.

मेरे कान में दर्द है।
[ Mere kaan mein dard hai. ]

My ear hurts.

मेरे घुटने में चोट लग गई है।
[ Mere ghutne mein chot lag gayi hai. ]

I injured my knee.

मेरे जोड़ों में दर्द है।
[ Mere jodon mein dard hai. ]

I have pain in my joints.

मेरे हाथ में दर्द है।
[ Mere haath mein dard hai. ]

My arm/hand hurts.

मेरी आँखें लाल हैं।
[ Meri aankhein laal hain. ]

My eyes are red.

मैं अपना हाथ नहीं हिला पा रहा हूँ।
[ Main apna haath nahin hila paa raha hoon. ]

I can't move my arm.

यहाँ सूजन है।
[ Yahan soojan hai. ]

It is swollen here.

दर्द बहुत तेज़ है।
[ Dard bahut tez hai. ]

The pain is very sharp.